• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aarzu Dil Mein Banae Hue Ghar Hai Bhi to Kya

Aarzu Dil Mein Banae Hue Ghar Hai Bhi to Kya

aarzu dil men bana.e hue ghar hai bhi to kya

us se kuchh kaam bhi nikle ye agar hai bhi to kya

na vo puchhe na dava de na vo dekhe na vo aa.e

dard-e-dil hai bhi to kya dard-e-jigar hai bhi to kya

aap se mujh ko mohabbat jo nahin hai na sahi

aur ba-qaul aap ke hone ko agar hai bhi to kya

der hi kya hai hasinon ki nigahen phirte

mujh pe do din ko inayat ki nazar hai bhi to kya

sub.h tak kaun jiyega shab-e-tanha.i men

dil-e-nadan tujhe ummid-e-sahar hai bhi to kya

main ba-dastur jalunga ye na hogi ‘muztar’

meri sathi shab-e-gham sham-e-sahar hai bhi to kya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

etibar-sajid

Muhtaj Ham-Safar Ki Masafat Na Thi Meri

Ek KHwab Nind Ka Tha Sabab, Jo Nahin Raha

Sheikh Saadi

Story 18 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Aaj to Nahin Milta or-Chhor Dariya Ka

KHun Aansu Ban Gaya Aaankhon Mein Bhar Jaane Ke Baad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet