• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aariz Jabin Zulf-E-Moambar Mein Aag Hai

Aariz Jabin Zulf-E-Moambar Mein Aag Hai

poet

aariz jabin zulf-e-mo.ambar men aag hai

ye husn hai ki husn ke paikar men aag hai

us aftab-ru ko take chashm-e-ishtiyaq

allah ḳhair aag ke chakkar men aag hai

bikhre hain ḳhvab men koi bikhra abhi kahan

zinda huun main abhi mire shah-par men aag hai

pas-e-vafa tha is liye kashti utaar di

ma.alum tha hamen ki samundar men aag hai

hadd-e-nigah phaile ujalon ka ye guman

meri nazar hai aag ki manzar men aag hai

dil ki lagi bujha.e kahan ja ke ab junun

aansu hain aag bada-o-saghar men aag hai

jalti nigah sulagta jigar zehn-o-dil dhuan

kya kijiye ki apne muqaddar men aag hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gham Ka Mara Kabhi Na Ho Koi

Jo Bhi Humse Ban paDa Karte Rahe

zafar-iqbal

dil Ko Rahin-E-Band-E-Qaba Mat Kiya Karo

ghaDi Ki Suiyan Tik-Tik Suna Rahi Hain Mujhe

poet

Koi Manzil Bhi Nahin Hai Koi Rasta Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet