• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Han Dhanak Ke Rang Sare Khul Gae

Han Dhanak Ke Rang Sare Khul Gae

haan dhanak ke rang saare khul ga.e

mujh pe tere sab ishare khul ga.e

ek to ham khel men bhi the na.e

us pe patte bhi hamare khul ga.e

jhiil men a.ankhon ki tum utre hi the

aur ḳhvabon ke shikare khul ga.e

narm hi thi yaad ki har pankhuḌi

phir bhi mere zaḳhm saare khul ga.e

mujh ko jakḌe the ka.i bandhan magar

tere bandhan ke sahare khul ga.e

sulh aḳhir ho ga.i jhagḌa miTa

bhed to lekin hamare khul ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sabr-Azma

ahmad-shahryar

Ashk Bhejen Mauj Ubhaaren Abr Jari Kijiye

aftab-hussain

Ghadi Ghadi Use Roko Ghadi Ghadi Samjhao

Is Se Pahle Ki Naya Phir Koi Hamla Ho Jae

aal-e-ahmad-suroor

Ye daur Mujhse Khirad Ka Waqar Mange Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet