• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat Ki dhadkan Jab Tak Jari Rahti Hai

Raat Ki dhadkan Jab Tak Jari Rahti Hai

rahat-indori

raat ki dhadkan jab tak jaari rahti hai

sote nahin ham zimmedari rahti hai

jab se tu ne halki halki baten kiin

yaar tabiat bhari bhari rahti hai

paanv kamar tak dhans jaate hain dharti men

haath pasare jab khuddari rahti hai

vo manzil par aksar der se pahunche hain

jin logon ke paas savari rahti hai

chhat se us ki dhuup ke neze aate hain

jab angan men chhanv hamari rahti hai

ghar ke bahar dhundhta rahta huun duniya

ghar ke andar duniya-dari rahti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Ho Jab KHun to Dil Kyon Jigar Kyon

poet

Dagh-E-Dil Hain Ghairat-E-Sad-Lala-Zar Ab Ke Baras

Aankhen Kis Ka Khoj Lagati Rahti Hain

Maqtal Mein Chamakti Hui Talwar the Hum Log

Zinda Wo Apne Sath Ke Bimar Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet