Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
meer-hasan

Aapko Usne Ab Tarasha Hai

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Meer Hasan
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

aap ko us ne ab tarasha hai

qahr hai zulm hai tamasha hai

us ko lete baghal men darta huun

nazuki men vo shisha basha hai

kyuun kahun apne sim-tan ka haal

gaah tola hai gaah masha hai

tire kuche se uth nahin sakta

kis vafa-kushta ka ye lasha hai

gar farishta bhi ho ‘hasan’ to vahan

gaali aur jhidki be-tahasha hai

More Poems

dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai

Ye Sach Hai Yahan Shor Ziyaada Nahin Hota

Khidki

Tumhaare Jism Ki Khushbu Gulon Se Aati Hai

Hain Sau Tarah Ke Rang Har Ek Naqsh-e-Pa Mein dekh

Pae-Gunah Hai Teri Panah Ki Takhsis

Sawal – Chara Makhluq Ra Goyand Wasil

Jo Baat Tujh Mein Hai Teri Taswir Mein Nahin

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.