• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aap Be-Kar Ulajh baiThe Hain Taqdir Ke Sath

Aap Be-Kar Ulajh baiThe Hain Taqdir Ke Sath

aap be-kar ulajh baiThe hain taqdir ke saath

pahle paḌhiye to zara sabr ko tafsir ke saath

maslahat hai ki mohabbat hai ghazab hai jo hai

dekh divar utar aa.i hai tasvir ke saath

muflisi aa ga.i is baar bhi aaḌe varna

laziman phuul bhi milte tujhe tahrir ke saath

kya hi achchha tha shah-e-vaqt ki aisa hota

dukh filistin ka bhi hota tujhe kashmir ke saath

sujhta hai kabhi ‘faisal’ jo kinara karna

laakh ḳhadshat janam lete hain tadbir ke saath

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Lahr Mili Apne Bahao Se Nikal Kar

Dil Ke Daghon Mein Sitaron Ki Chamak Baqi Hai

Ek Billor Si Murat Thi Sarape Mein Sahar

poet

Na Kal Tak the Wo Munh Lagane Ke Qabil

Judai Mujhko Mare Dalti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet