• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aap Aae The Yan Jafa Ke Liye

Aap Aae The Yan Jafa Ke Liye

poet

aap aae the yaan jafa ke liye

jaiye bhi kahin khuda ke liye

dil diya tha tumhen jafa ke liye

hosh men aaiye khuda ke liye

tere bazar-e-dahr men gardun

ham bhi aae hain ik qaba ke liye

paanv hain kucha-e-tavakkal men

haath uthte nahin dua ke liye

aa kabhi to mire qafas ki taraf

ai nasim-e-chaman khuda ke liye

hai tah-e-khak farsh-e-khak laga

shaah ke vaste gada ke liye

dam phadakta hai tauf-e-kaaba par

dil tadapta hai karbala ke liye

sar uthae hain khar-e-dasht-o-junun

‘muntahi’ se barhana-pa ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

siraj-aurangabadi

Awwal Sin dil Mera Jo Giraftar Tha So Hai

poet

Hum Mue Phirte Hain Aur KHwahish-E-Jaan Hai Usko

baDe Jatan Se baDe Soch Se Utara Gaya

Kuchh Dinon Is Shahr Mein Hum Log Aawara Phiren

akhtar-shirani

dil-E-diwana-O-Andaz Bebakana Rakhte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet