• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aao Tum Hi Karo Masihai

Aao Tum Hi Karo Masihai

obaidullah-aleem

aao tum hi karo masihai

ab bahalti nahin hai tanhai

tum gae the to saath le jaate

ab ye kis kaam ki hai binai

ham ki the lazzat-e-hayat men gum

jaan se ik mauj-e-tishnagi aai

ham-safar khush na ho mohabbat se

jaane ham kis ke hon tamannai

koi divana kahta jaata tha

zindagi ye nahin mire bhaai

avval-e-ishq men khabar bhi na thi

izzaten bakhshti hai rusvai

kaise paao mujhe jo tum dekho

sath-e-sahil se meri gahrai

jin men ham khel kar javan hue

vahi galiyan huiin tamashai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Bhi Kahta Tha Ki Us Gham Ka Mudawa Hi Nahin

hatim-ali-mehr

Ba-Khuda Hain Teri Hindu Bu-E-Mai-Khwar Aankhen

Ruk Jaana Tum Main Aaunga Sham Dhale

Kabhi uDo to Sahi Tum uDan Se Upar

ahmad-ameer-pasha

Khamushi Mein Hi La-Jawab Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet