• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankhon Mein KHwab Taza Hai Dil Mein Naya KHayal Bhi

Aankhon Mein KHwab Taza Hai Dil Mein Naya KHayal Bhi

poet

ankhon men ḳhvab taaza hai dil men naya ḳhayal bhi

aur jo mehrban rahe gardish-e-mah-o-sal bhi

milne ki ehtimam tak ham tire muntazir rahe

ab to nahin raha magar milne ka ehtimal bhi

vaqt kahan ruka bhala par ye kise guman tha

umr ki zad men aa.ega tujh sa pari-jamal bhi

us ne diye the phuul jo ab use kya dikha.iye

rakhta nahin hai jabki dil ḳhvahish-e-indimal bhi

ḳhvab-e-jamal taza-tar aaya tha chor ki tarah

khurach ke dil se le gaya aap ke ḳhad-o-ḳhal bhi

laao to main hi Taank duun taare ko asman par

mere hi haath se agar hona hai ye kamal bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Ek Darwesh Ka Qissa Alag Hai

Mujhe Taslim Be-Chun-O-Chura Tu Haq-Ba-Jaanib Tha

Iram Ke Nur Se Tera Makan Jalae Gae

adil-mansuri

Kaun Tha Wo Khwab Ke Malbus Mein Lipta Hua

Jis Ko Na Dil Pe Naz Ho Naz Tere uThae Kyun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet