• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankhon Mein Base Ho Tum Aankhon Mein Ayan Ho Kar

Aankhon Mein Base Ho Tum Aankhon Mein Ayan Ho Kar

ankhon men base ho tum ankhon men ayaan ho kar

dil hi men na rah jaao ankhon se nihan ho kar

haan lab pe bhi aa jaao andaz-e-bayan ho kar

ankhon men bhi aa jaao ab dil ki zaban ho kar

khul jaao kabhi mujh se mil jaao kabhi mujh ko

rahte ho mire dil men ulfat ka guman ho kar

hai shaiḳh ka ye aalam allah re badmasti

ankhon hi se zahir hai aaya hai jahan ho kar

badnami o barbadi anjam-e-mohabbat hain

duniya men raha ‘farhat’ rusva-e-jahan ho kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aftab-shamsi

Raat, Mamul Aur Hum

poet

Phulon Ko Waise Bhi Murjhana Hai Murjhaenge

Ek Aisi Huma Mere Sar Par biTha De

Tera Mizaj Takabbur Ka shaKHsana Tha

ambareen-haseeb-ambar

Ab Asiri Ki Ye Tadbir Hui Jati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet