• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankhon Ko Phod dalun Ya dil Ko Tod dalun

Aankhon Ko Phod dalun Ya dil Ko Tod dalun

mushafi-ghulam-hamdani

ankhon ko phod dalun ya dil ko tod dalun

ya ishq ki pakad kar gardan marod dalun

yak-qatra khuun baghal men hai dil miri so us ko

palkon se teri khatir kyun-kar nichod dalun

vo ahu-e-ramida mil jaae tira-shab gar

kutta banun shikari us ko bhanbhod dalun

khayyat ne qaza ke jaama siya jo mera

aaya na ji men itna kya is men jod dalun

vo sang-dil hua hai ik sang-dil pe ashiq

aata hai ji men sar ko pathron se phod dalun

baitha huun khali akhir ai ansuo karun kya

do chaar gokharo hi laao na mod dalun

taqsir ‘mushafi’ ki hove muaaf sahib

farmao to tumhare la us ko god dalun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Intishaar Ki Hasrat Nahin KHarabe Ko

Aaine Ke Ru-Ba-Ru Ek Aaina Rakhta Hun Main

muneer-niyazi

Aaina Ab Juda Nahin Karta

Yahan Jo peD the Apni jaDon Ko chhoD Chuke

thoDi Chandi thoDa Gara Lagta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet