• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankhon Ke Kashkol Shikasta Ho Jaenge Sham Ko

Aankhon Ke Kashkol Shikasta Ho Jaenge Sham Ko

ankhon ke kashkol shikasta ho ja.enge shaam ko

din bhar chehre jam.a kiye hain kho ja.enge shaam ko

saare peḌ safar men honge aur gharon ke samne

jitne peḌ hain utne saa.e lahra.enge shaam ko

din ke shor men shamil shayad koi tumhari baat bhi ho

avazon ke uljhe dhage suljha.enge shaam ko

shaam se pahle dard ki daulat maujen hain be-nam si

dariyaon se mil ke dariya bal kha.enge shaam ko

sub.h se angan men andhi hai andhiyara hai dhuul hai

shayad aag churane vaale ghar a.enge shaam ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

dil-E-Man Musafir-E-Man

Jo Is Zamin Pe Rahte the Aasman Se Log

Farogh-E-Mehr Se Rindon Ka aaKHir Kaam Kya Hoga

Tu Apne Shahr-E-Tarab Se Na Puchh Haal Mera

poet

Daman-E-Shab Mein Sitare Chamke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet