• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Aamriyat Ka Qasida

Aamriyat Ka Qasida

sarwat-zehra

bhari buton-tale raundte jaiye

konpalon ke badan ahaton ke diye

bhari buton-tale raundte jaiye

resman bandh kar khvab hanste rahe

habs ki taal par saans chalte rahe

chahiye aap ko aur kya chahiye

bhari buton-tale raundte jaiye

shaam lau ko liye raat sahne gai

dard ki odhni khaak pahne gai

dhanpiye shauq se har kiran dhanpiye

bhari buton-tale raundte jaiye

bhuuk maslub jismon ko karne lagi

zakhm bahne lage aas marne lagi

aap ko kya gharaz ham mare ya jiye

bhari buton-tale raundte jaiye

sirf khane badalne se kya faeda

chand naame badalne se kya faeda

ham pyada-safar the payade rahe

bhari buton-tale raundte jaiye

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

siraj-aurangabadi

dildar Ki Kashish Ne Aincha Hai Man Hamara

poet

Aql-O-dil Ko Mila-Jula Rakhiye

Uski KHwahish Pe Nae Sher Barabar Kahna

Jis Ki Saundhi Saundhi KHushbu Aangan Aangan Palti Thi

Mata-E-Zist Kya Hum Zist Ka Hasil Samajhte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet