• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aam Hai Kucha-O-Bazar Mein Sarkar Ki Baat

Aam Hai Kucha-O-Bazar Mein Sarkar Ki Baat

ahmad-rahi

aam hai kucha-o-bazar men sarkar ki baat

ab sar-e-rah bhi hoti hai sar-e-dar ki baat

ham jo karte hain kahin misr ke bazar ki baat

log pa lete hain yusuf ke kharidar ki baat

muddaton lab pe rahi nargis-e-bimar ki baat

kijiye ahl-e-chaman ab khalish-e-khar ki baat

ghunche dil-tang hava band nasheman viran

bais-e-marg hai mere liye gham-khvar ki baat

bu-e-gul le ke saba kunj-e-qafas tak pahunchi

laakh pardon men bhi phaili shab-e-gulzar ki baat

zindagi dard men duubi hui lai hai ‘rahi’

aise aalam men kise yaad rahe pyaar ki baat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-faraz

Nama-E-Jaanan

Zindagi Kya Hai Ba-Juz Wahm-O-Guman Mere Liye

Sarsabz Mausamon Ka Nasha Bhi Mere Liye

Kabhi Kisi Ko Jo Dekha Kisi Ki Banhon Mein

poet

Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye baiThe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet