• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaj Yaron Ko Mubarak Ho Ki Subh-E-Id Hai

Aaj Yaron Ko Mubarak Ho Ki Subh-E-Id Hai

abroo-shah-mubarak

aaj yaron ko mubarak ho ki subh-e-id hai

raag hai mai hai chaman hai dilruba hai diid hai

dil divana ho gaya hai dekh ye subh-e-bahar

rasmasa phulon basa aaya ankhon men niind hai

sher ashiq aaj ke din kyuun raqiban pe na hon

yaar paaya hai baghal men khana-e-khurshid hai

gham ke pichho raast kahte hain ki shadi hove hai

hazrat-e-ramazan gae tashrif le ab iid hai

iid ke din rovta hai hijr siin ramzan ke

be-nasib us shaikh ki dekho ajab fahmid hai

silk us ki nazm ka kyunkar na hove qimti

‘abru’ ka sher jo dekha so marvarid hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parveen-shakir

Khuli Aankhon Mein Sapna Jhankta Hai

poet

Hamari Kawish-E-Sher-O-suKHan Be-Kar Jati Hai

kaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka

mushafi-ghulam-hamdani

Boiye Mazra-E-dil Mein Jo Inayat Ke Bij

Use Kya Raat Din Jo Talib-E-Didar Phirte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet