• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaj Sarsabz Koh O Sahra Hai

Aaj Sarsabz Koh O Sahra Hai

wali-mohammad-wali

aaj sarsabz koh o sahra hai

har taraf sair hai tamasha hai

chehra-e-yar o qamat-e-zeba

gul-e-rangin o sarv-e-raana hai

maani-e-husn o maani-e-khubi

surat-e-yar suun huvaida hai

dam-e-jan-bakhsh nau-khatan muj kuun

chashma-e-khizr hai masiha hai

kamar-e-nazuk o dahan-e-sanam

fikr barik hai muamma hai

mu-ba-mu us kuun hai pareshani

zulf-e-mushkin ka jis kuun sauda hai

kya haqiqat hai tujh tavazo ki

yu talattuf hai ya mudava hai

sabab-e-dilrubai-e-ashiq

mehr hai lutf hai dilasa hai

juun ‘vali’ raat din hai mahv-e-khayal

jis kuun tujh vasl ki tamanna hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Ai Talib-e-Firdaus Ba-Rau Su-e-Mohammad

Nind Chubhne Lagi Hai Aankhon Mein

asrarul-haq-majaz

Rukhsat Ai Ham-Safaro Shahar-E-Nigar Aa Hi Gaya

Bahaar Aane Ki Ummid Ke KHumar Mein Tha

poet

Be-Murawwat Bewafa Na-Mehrban Na-Ashna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet