• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaj Kya Haal Hai Yarab Sar-E-Mahfil Mera

Aaj Kya Haal Hai Yarab Sar-E-Mahfil Mera

jigar-moradabadi

aaj kya haal hai yarab sar-e-mahfil mera

ki nikale liye jaata hai koi dil mera

soz-e-gham dekh na barbad ho hasil mera

dil ki tasvir hai har aina-e-dil mera

subh tak hijr men kya janiye kya hota hai

shaam hi se mire qaabu men nahin dil mera

mil gai ishq men iza-talabi se rahat

gham hai ab jaan miri dard hai ab dil mera

paaya jaata hai tiri shokhi-e-raftar ka rang

kaash pahlu men dhadakta hi rahe dil mera

haae us mard ki qismat jo hua dil ka sharik

haae us dil ka muqaddar jo bana dil mera

kuchh khatakta to hai pahlu men mire rah rah kar

ab khuda jaane tiri yaad hai ya dil mera

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Zindagi Ka Jamal Dekha Bhi

poet

Mariz-E-Hijr Ko Sehat Se Ab To Kaam Nahin

poet

Ye TuTi Kashtiyan Aur Bahr-E-Gham Ke Tez Dhaare Hain

siraj-aurangabadi

Hai dil Mein Khayal-E-Gul-E-Rukhsar Kisi Ka

Den Dida-E-KHush-KHwab Ko Tabir Kahan Tak

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet