• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Aaj Ki Baat

Aaj Ki Baat

zehra-nigaah

aaj ki baat nai baat nahin hai aisi

jab kabhi dil se koi guzra hai yaad aai hai

sirf dil hi ne nahin god men khamoshi ki

pyaar ki baat to har lamhe ne dohrai hai

chupke chupke hi chatakne do isharon ke gulab

dhime dhime hi sulagne do taqazon ke alav!

rafta rafta hi chhalakne do adaon ki sharab

dhire dhire hi nigahon ke khazane bikhrao

baat achchhi ho to sab yaad kiya karte hain

kaam suljha ho to rah rah ke khayal aata hai

dard mitha ho to ruk ruk ke kasak hoti hai

yaad gahri ho to tham tham ke qarar aata hai

dil guzargah hai ahista-khirami ke liye

tez-gami ko jo apnao to kho jaoge

ik zara der hi palkon ko jhapak lene do

is qadar ghaur se dekhoge to so jaoge

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Hath Apna Mere Hath Mein Thama Dije

poet

dushman Ba-Nam-e-dost Banana Mujhe Bhi Hai

obaidullah-aleem

dukhe Hue Hain Hamein Aur Ab dukhao Mat

Wafa Ka Zikr Ho Be-Mehri-E-Butan Ki Tarah

Sadiyon Se Musafir Hun Tujhe DhunD Raha Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet