• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaj Khun Ho Ke Tapak Padne Ke Nazdik Hai dil

Aaj Khun Ho Ke Tapak Padne Ke Nazdik Hai dil

mushafi-ghulam-hamdani

aaj khuun ho ke tapak padne ke nazdik hai dil

nok-e-nashtar ho to haan qabil-e-tahrik hai dil

ai falak tujh ko qasam hai miri is ko na bujha

ki gharibon ko charagh-e-shab-e-tarik hai dil

varam-e-dagh kai samne rakh kar us ke

ishq bola ”ye utha le tiri tamlik hai dil”

mujh ko hairat hai ki ki umr basar us ne kahan

is jahalat pe to ne turk na tajik hai dil

kamar-e-yar ke mazkur ko jaane de miyan

tu qadam is men na rakh raah ye barik hai dil

jama-e-dagh ko malbus kar apna din raat

kyunki ye jaama tire qad pe nipat thiik hai dil

‘mushafi’ ik to main huun dast-khush-dida-e-shokh

tis pe din raat mire darpai-e-tazhik hai dil

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dariya Mein Bahut Kuchh Hai Rawani Ke Alawa

Kaisa Saman Kaisi Manzil Kaisi Rah Kaisa Safar

afroz-alam

Mohabbat

poet

Jab Chaudhwin Ka Chand Nikalta Dikhai De

asrarul-haq-majaz

Shauq Ke Hathon Ai dil-E-Muztar Kya Hona Hai Kya Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet