• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Aur Baat dur Rahe Manzilon Se Hum

Ye Aur Baat dur Rahe Manzilon Se Hum

aalok-shrivastav

ye aur baat duur rahe manzilon se ham

bach kar chale hamesha magar qafilon se ham

hone ko phir shikar nai uljhanon se ham

milte hain roz apne kai doston se ham

barson fareb khate rahe dusron se ham

apni samajh men aae badi mushkilon se ham

manzil ki hai talab to hamen saath le chalo

vaqif hain khuub raah ki barikiyon se ham

jin ke paron se subh ki khushbu ke rang hain

bachpan udhar laae hain un titliyon se ham

guzre hamare ghar ki kisi rahguzar se vo

parde hatae dekhen unhen khidkiyon se ham

ab to hamare beach kabhi duriyan bhi hon

tang aa gae hain roz ki nazdikiyon se ham

jab bhi kaha ki yaad hamari kahan unhen

pakde gae hain thiik tabhi hichkiyon se ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raushni Tak Raushni Ka Rasta Kah Lijiye

Tasalsul Paemali Ka Milega

Tumhaare Shahr Mein Dekhun to Kya Nahin Milta

farah-iqbal

Kabhi Tum Bhigne Aana Meri Aankhon Ke Mausam Mein

ismail-merathi

Hai Bar-E-Khuda Ki Aalam-Ara Tu Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet