• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chahna Ye Hai Jo Hum Dil-Zadagan Chahte Hain

Chahna Ye Hai Jo Hum Dil-Zadagan Chahte Hain

chahna ye hai jo ham dil-zadagan chahte hain

naf.a matlub hai aisa ki ziyan chahte hain

lutf-e-yak-jur.a se aise men banega kya kaam

daur-e-avval men to ham ratl-s-giran chahte hain

chahte hain jo vo hota nahin ham se be-uzr

aur be-uzr jo hota hai kahan chahte hain

kavish-e-aql se khulte nahin dil ke uqde

ye to vo gul hain jo khilte hain jahan chahte hain

sub.h-e-kazib hain siyah-dil ye sabihan-e-savad

ham hi saada hain ki us vaqt azaan chahte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Subh Main Sau Kar uTha Khaya Piya Kal Ki Tarah

Ajab Sa Wo Irada Kar Raha Hai

Shadan Na Ho Gar Mujh Pe kaDa Waqt paDa Hai

Jabin Ko Dar Pe Jhukana Hi Bandagi to Nahin

Lafzon Ke Siyah Pairahan Mein lipTi Hui Kuchh Tanwiren Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet