• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na to Hum Bahr Se Waqif Na suKHan Jaante Hain

Na to Hum Bahr Se Waqif Na suKHan Jaante Hain

na to ham bahr se vaqif na suḳhan jante hain

kaise den lafzon ko tartib ye fan jante hain

vo kisi taur bhi tujh ko na laga.enge gale

ai ḳhushi jo bhi tira chal-chalan jante hain

dil ke mandir men hain do ek pujari aise

jo na puuja na ibadat na bhajan jante hain

is liye thaam ke rakkha hai junun ka daman

ai ḳhirad ham tira divaliya-pan jante hain

jo mohabbat ke hain alfaz mire honTon par

vo ta.assub ka tire chir-haran jante hain

paanv phailate hain itna ki hai jitni chadar

apni auqat hai kya ḳhuub apan jante hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shabnam-shakeel

Mil Baithne Ke Sare Qarinon Ki Khair Ho

poet

Shab Ki Chadar Se lipaT Kar Gham Ka Paikar so Gaya

abroo-shah-mubarak

Fajar Uth Khwab Sin Gulshan Mein Jab Tumne Mali Ankhiyan

poet

Humne Apne Dil Ko Pesh-E-Ru-E-Jaanan Kar Diya

Kar Chuke Barbaad Dil Ko Fikr Kya Anjam Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet