• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaine Se Parda Kar Ke Dekha Jae

Aaine Se Parda Kar Ke Dekha Jae

a.ine se parda kar ke dekha jaa.e

ḳhud ko itna tanha kar ke dekha jaa.e

ham bhi to dekhen ham kitne sachche hain

ḳhud se bhi ik va.ada kar ke dekha jaa.e

divaron ko chhoTa karna mushkil hai

apne qad ko uncha kar ke dekha jaa.e

raton men ik suraj bhi dikh ja.ega

har manzar ko ulTa kar ke dekha jaa.e

dariya ne bhi tarsaya hai pyason ko

dariya ko bhi pyasa kar ke dekha jaa.e

ab ankhon se aur na dekha ja.ega

ab ankhon ko andha kar ke dekha jaa.e

ye sapne to bilkul sachche lagte hain

in sapnon ko sachcha kar ke dekha jaa.e

ghar se nikal kar jaata huun main roz kahan

ik din apna pichha kar ke dekha jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ho Gae Din Jinhen Bhulae Hue

KHak Tak Mere Aashiyane Ki

Ret muTThi Mein Bhari Pani Se Aaghaz Kiya

Uski Yaadon Ka Silsila Hoga

abroo-shah-mubarak

Koyal Nin Aa Ke Cock Sunai Basant Rut

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet