• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaina Pyar Ka Ek Aks Tera Mange Hai

Aaina Pyar Ka Ek Aks Tera Mange Hai

aa.ina pyaar ka ik aks tira mange hai

dil bhare shahr men bas teri sada mange hai

jism ḳhud-sar hai ki har dard sahe jaata hai

aisa ziddi hai ki jiine ki saza mange hai

raat Dhal jaa.e to hathon ki lakiren jagen

be-sukun zehn hamesha ye dua mange hai

ḳhush badan ho to zara ḳhud ko bacha kar rakkho

mausam-e-zard koi peḌ hara mange hai

main hi ḳhud ko kisi maqtal men saja kar rakh duun

tez andhi koi nanha sa diya mange hai

kaun hai jo ki sarabon se ulajhna chahe

kaun hai jo ki mire ghar ka pata mange hai

parvarish jis men gul-e-taza ki hoti hai ‘niyaz’

pyaar ka phuul vahi ab-o-hava mange hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kis Tarah Jite Hain Ye Log Bata Do Yaro

Sulagti Nind Ke Girdab Se Nikal Aaya

Maine dhaDkan Suni Shajar Ki Raat

akhtar-ansari-akbarabadi

Kaun Sunta Hai Sirf Zat Ki Baat

Tum Jahan the Wahan Ke the Hi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet