• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aah Wo Shoala Hai Jo Ji Ko Bujha Ke uTThe

Aah Wo Shoala Hai Jo Ji Ko Bujha Ke uTThe

aah vo sho.ala hai jo ji ko bujha ke uTThe

dard vo fitna hai jo dil ko biTha ke uTThe

aap ki yaad men ham ai sanam-e-ghaflat-kesh

aise baiThe ki qayamat hi uTha ke uTThe

ek duzdida-nazar se mira dil chhin ke vaah

tum kidhar ko miri jaan aankh bacha ke uTThe

arsa-e-hashr tak ik lag gaya tanta un ka

murde qabron se jo tere shohda ke uTThe

ramazan kyunki baras-bhar ko samajh baiThen ham

aa.e din ke bhi kisi se ye kaḌake uTThe

dil-nashin rahmat-e-haq jab se hui hai ‘kaifi’

daghdaghe dil se mire roz-e-jaza ke uTThe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHatm Hoga Ab Safar Pesh-E-Nazar Hai Ru-E-Dost

poet

Mehr-O-Ulfat Se Maal-E-Tahzib

poet

Jab Se Tumhaari Aankhen Aalam Ko Bhaiyan Hain

Jaane Ai Dost Kya Hua Hum Ko

ahmad-mahfuz

Log Kahte The Wo Mausam Hi Nahin Aane Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet