• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHwab Tha Arman Tha Kya Kuchh Teri Palkon Pe Tha

KHwab Tha Arman Tha Kya Kuchh Teri Palkon Pe Tha

ḳhvab tha arman tha kya kuchh tiri palkon pe tha

vo hamara zikr jo kal tak tire honTon pe tha

vo musafir pa-ba-jaulan jaane kyuun lab-doz the

ek jaisa dard-e-afsana sabhi chehron pe tha

ḳhush-nasibon ko pahaḌon se ḳhazane mil ga.e

mujh ko vo bhi mil na paaya jo mire honTon pe tha

marhaba tera hunar to bhuul bhi kaise saki

vo zamana jab hamara haq tiri sanson pe tha

ḳhud-baḳhud raz-e-mohabbat munkashif karta raha

vo gulabi aks jo raqsan tire galon pe tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Shoara Mein Na Ho Kyun Sher Hamara Uncha

Zist Ke Aasar ruKHsat Hain Mohabbat Dil Mein Hai

Kaun Hai Kis Ne Pukara Hai Sada Kaise Hui

nadiya-ambar-lodhi

Hum Ko Aaghaz-E-Safar Marta Hai

Wo shaKHs to Mujhe Hairan Karta Jata Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet