Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
akbar-allahabadi

Aah Jo dil Se Nikali Jaegi

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Akbar Allahabadi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

aah jo dil se nikali jaegi

kya samajhte ho ki khali jaegi

is nazakat par ye shamshir-e-jafa

aap se kyunkar sambhali jaegi

kya gham-e-duniya ka dar mujh rind ko

aur ik botal chadha li jaegi

shaikh ki davat men mai ka kaam kya

ehtiyatan kuchh manga li jaegi

yad-e-abru men hai ‘akbar’ mahv yuun

kab tiri ye kaj-khayali jaegi

More Poems

dekh Lo Ge Khud!

Khak Kar dalen Abhi Chahen To Mai-Khane Ko Hum

Hain dahan Ghunchon Ke Wa Kya Jaane Kya Kahne Ko Hain

Meri Nazar Mein Khak Tere Aaine Pe Gard Hai

Girah Lab Pe Jo Muddaa Ho Gaya

Pyari Suhati Hai Abhran Sun Bhaari

Majbur Hain Par Itne To Majbur Bhi Nahin

duniya Ko Na Tu Qibla-E-Hajat Samajh

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.