• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Maqsad KHake Mubham Taswiren Hain

Be-Maqsad KHake Mubham Taswiren Hain

poet

be-maqsad ḳhake mub.ham tasviren hain

kaghaz par kuchh na-malum lakiren hain

ik dariya men uThti hain lakhon maujen

ik insan hai aur kitni tasviren hain

achchha chehra aksar dhoka deta hai

umda kaghaz par ghaTiya tahriren hain

un ki nazmen ḳhuub mire ash.ar fuzul

ḳhvab hain yaksan alag alag ta.abiren hain

ahd-e-hazir ka vahshi huun mere liye

na.i purani kitni hi zanjiren hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Mohabbat Ki Be-KHudi Ko Talash-E-Haqq-E-Jalal Dena

poet

Kab Zulf-E-Dota Unki Pareshan Nahin Hai

shakeel-badayuni

Ab To Khushi Ka Gham Hai Na Gham Ki Khushi Mujhe

ahmad-mahfuz

Zakhm Khana Hi Jab Muqaddar Ho

Tufan Samundar Ke Na Dariya Ke Bhanwar Dekh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet