• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aah-E-Zindan Mein Jo Ki charKH Pe Aawaz Gai

Aah-E-Zindan Mein Jo Ki charKH Pe Aawaz Gai

poet

ah-e-zindan men jo ki charḳh pe avaz ga.i

par ga.e par na miri ḳhvahish-e-parvaz ga.i

yaad itna hai mire lab pe fughan aa.i thi

phir ḳhuda jaane kahan dil ki ye avaz ga.i

main ne anjam se pahle na palaT kar dekha

duur tak saath mire manzil-e-aghaz ga.i

maut jis raah men ghabra ke qadam rakhti thi

zindagi apni vahan bhi ba-sad andaz ga.i

par bhi baazu ke the mazbut aza.em puḳhta

phir bhi bekar miri koshish-e-parvaz ga.i

dekhte dekhte ḳhamosh hua naghma-e-dil

taar jab TuuT ga.e saaz ki avaz ga.i

ai ‘falak’ main jo gaya su-e-falak shor hua

mahfil-e-dahr se ik hasti-e-mumtaz ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo zaKHm Jama Kiye Aankh-Bhar Sunata Hun

Umr Ki Sari Thakan Lad Ke Ghar Jata Hun

poet

Tang Thi Ja Khatir-E-Nashad Mein

Rahbar Tera Sitara Na Rahe

Talash-E-Rizq Mein Diwan Karta Rahta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet