• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / uDte Hain Girte Hain Phir Se uDte Hain

uDte Hain Girte Hain Phir Se uDte Hain

poet

uḌte hain girte hain phir se uḌte hain

uḌne vaale uḌte uḌte uḌte hain

koi us buḌhe pipal se kah aao

pinjre men ham ḳhuub maze se uḌte hain

haa.e vo chiḌiya uḌ maina uḌ ke jhagḌe

aur phir sabit karna bakre uḌte hain

pinjre men daana paani sab rakkha hai

aur parinde bhuke pyase uḌte hain

dekh rahe hain ham bhi javani ke mausam

band hava men kaise dupaTTe uḌte hain

is tote ka pinjra kholo phir dekho

kaise is tote ke tote uḌte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-hasan

Aahon Se Mere Ghar Mein Hawa Garm Rahegi

But-Parasti Ke Sanam-KHane Ka Aasar Na toD

Dekha Tha Kis Nazar Se Tumne Hansi Hansi Mein

mirza-ghalib

Ba-Nala Hasil-E-dil-Bastagi Faraham Kar

Aap Ki Aankh Se Gahra Hai Meri Ruh Ka zaKHm

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet