• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Ghalat Ehtimal Rakhte The

Hum Ghalat Ehtimal Rakhte The

ham ghalat ehtimal rakhte the

tujh se kya kya ḳhayal rakhte the

na suna tu ne kya kahen zalim

varna ham arz-e-hal rakhte the

na raha intizar bhi ai yaas

ham umid-e-visal rakhte the

jauhar-e-a.ina niin dikhlaya

sada-ru jo kamal rakhte the

na suna tha kisu ne ye to ghurur

sabhi dilbar jamal rakhte the

aah vo din ga.e ki ham bhi ‘asar’

dil ko apne sambhal rakhte the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Kab Aaen KHuda Jaane Sitaro Tum to so Jao

pirzada-qasim

Main Kab Se Apni Talash Mein Hun Mila Nahin Hun

Manzur Hai Jo Bhi Faisla Hai

Mohabbat Pe Shayad Zawal Aa Raha Hai

Husn Jo Rang KHizan Mein Hai Wo Pahchan Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet