• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aah-E-Jaan-Soz Ki Mahrumi-E-Tasir Na dekh

Aah-E-Jaan-Soz Ki Mahrumi-E-Tasir Na dekh

majrooh-sultanpuri

ah-e-jan-soz ki mahrumi-e-tasir na dekh

ho hi jaegi koi jiine ki tadbir na dekh

hadse aur bhi guzre tiri ulfat ke siva

haan mujhe dekh mujhe ab meri tasvir na dekh

ye zara duur pe manzil ye ujala ye sukun

khvab ko dekh abhi khvab ki tabir na dekh

dekh zindan se pare rang-e-chaman josh-e-bahar

raqs karna hai to phir paanv ki zanjir na dekh

kuchh bhi huun phir bhi dukhe dil ki sada huun nadan

meri baton ko samajh talkhi-e-taqrir na dekh

vahi ‘majruh’ vahi shair-e-avara-mizaj

koi uttha hai tiri bazm se dil-gir na dekh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Purana Qissa Tamam Karna paDega Usko

poet

uThao Sang Ki Hum Mein Sanak Bahut Hai Abhi

poet

Is Tarah Aah Kal Hum Us Anjuman Se Nikle

zafar-iqbal

Ilzam Ek Ye Bhi Utha Lena Chahiye

Apne Jaison Se Dosti Kar Li

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet