• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aage Jamal-E-Yar Ke Mazur Ho Gaya

Aage Jamal-E-Yar Ke Mazur Ho Gaya

meer-taqi-meer

aage jamal-e-yar ke maazur ho gaya

gul ik chaman men dida-e-be-nur ho gaya

ik chashm-e-muntazar hai ki dekhe hai kab se raah

jon zakhm teri duuri men nasur ho gaya

qismat to dekh shaikh ko jab lahar aai tab

darvaza shira khane ka maamur ho gaya

pahuncha qarib marg ke vo said-e-na-qubul

jo teri said-e-gah se tak duur ho gaya

dekha ye nav-nosh ki nish-e-firaq se

siina tamam khana-e-zambur ho gaya

is mah-e-chardah ka chhape ishq kyunke aah

ab to tamam shahr men mashhur ho gaya

shayad kaso ke dil ko lagi us gali men chot

meri baghal men shisha-e-dil chuur ho gaya

lasha mira tasalli na zer-e-zamin hua

jab tak na aan kar vo sar-e-gor ho gaya

dekha jo main ne yaar to vo ‘mir’ hi nahin

tere gham-e-firaq men ranjur ho gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Teri Yaadon Ne Kabhi Chain Se Jine Na diya

meer-hasan

Bas Ki Chun Badr-Zamana Ye Ghatata Hai Mujhe

Yahan Kisi Ne Charagh-E-Wafa Jalaya Tha

Din Dhala baDhne Lagin Parchhaiyan

Khaar-O-KHas Phenke Chaman Ke Raste Jari Kare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet