• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aagahi Aur Aagahi Dijiye Aagahi Kuchh Aur

Aagahi Aur Aagahi Dijiye Aagahi Kuchh Aur

agahi aur agahi dijiye agahi kuchh aur

tirgi ghor ghor hai phenkiye raushni kuchh aur

is ka ḳhuda sanam sanam us ka ḳhuda haram haram

ishq ki gumrahi kuchh aur aql ki gumrahi kuchh aur

us ki tahi hai jeb aur is ka dimagh hai tahi

us ki hai muflisi kuchh aur is ki hai muflisi kuchh aur

naaz tira chaman chaman raaz tira dahan dahan

kahti hai tirgi kuchh aur kahti hai raushni kuchh aur

kahti hai dopahar ki dhuup mera mizaj garm hai

lekin ujali raat men kahti hai chandni kuchh aur

bad hai koi na nek hai donon ka maqsad ek hai

garche hai rahzani kuchh aur garche hai rahbari kuchh aur

garche ḳhuda ko aap ne mah-e-laqa bana diya

us ke firaq men ‘jamil’ kijiye sha.eri kuchh aur

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

Meri Zamin

qateel-shifai

Ab To Be-dad Pe Be-dad Karegi duniya

Har Ek Lamha Hamein Humse Juda Karti Hui Si

Ek Muddat Se Use Humne Juda Rakkha Hai

ahmad-hamdani

Ye Teri Chah Bhi Kya Teri Aarzu Bhi Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet