• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aag Kya Sard Hui Barf Ko Pani Kar Ke

Aag Kya Sard Hui Barf Ko Pani Kar Ke

aag kya sard hui barf ko paani kar ke

ham bhi dariya hue mahsus ravani kar ke

puchhiye kis se ki viran hue ghar kaise

har koi ḳhush hai yahan naql-e-makani kar ke

in isharon ki kanayon ki haqiqat ma.alum

ham ne alfaz ko dekha tha ma.ani kar ke

ik na.e din ki shuruat hui jaati hai

qaflo aage baḌho ḳhatm kahani kar ke

log rakhte hain zara.at se zaminen ḳhush-rang

ham bhi dekhen kisi poshak ko dhani kar ke

qadr-o-qimat men izafe ki talab thi jin ko

vahi masrur hain ashiya ki girani kar ke

yuun hi karte rahe jiddat ka gila to ‘rahat’

har kisi chiiz ko rakh doge purani kar ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zat Ki Tirgi Ka Nauha Hain

Agar Dasht-E-Talab Se Dasht-E-Imkani Mein Aa Jate

asrarul-haq-majaz

Kuchh Tujhko Khabar Hai Hum Kya Kya Ai Shorish-E-dauran Bhul Gae

Mere Ham-Qadam Mere Ham-Nashin Mere Sath Chal

Jihad-E-Ishq Mein Hum Aashiqon Ko War Dena

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet