• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aag Chulhe Ki Bujhi Jati Hai

Aag Chulhe Ki Bujhi Jati Hai

akhtar-hoshiyarpuri

aag chulhe ki bujhi jaati hai

chandni hai ki khili jaati hai

jis qadar niche utarta huun main

jhiil bhi gahri hui jaati hai

gard uThi hai jo miri Thokar se

ek divar bani jaati hai

pahre honTon pe biThane vaale

baat ankhon se bhi ki jaati hai

log sahil pe khaḌe dekhte hain

naav kaghaz ki bahi jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tere Dar Tak Aaun Main

baiThna Sahil Pe Dariya Ki Rawani Dekhna

Be-Niyaz-E-Saut-O-Mahrum-E-Bayan Rakkha Gaya

Sab Dekhne Wale Unhen Ghash Khae Hue Hain

poet

Azm Fani Bhi La-Zawal Bhi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet