• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aae Hain Mir Munh Ko Banae Khafa Se Aaj

Aae Hain Mir Munh Ko Banae Khafa Se Aaj

meer-taqi-meer

aae hain ‘mir’ munh ko banae khafa se aaj

shayad bigad gai hai kuchh us bevafa se aaj

vashud hui na dil ko faqiron ke bhi mile

khulti nahin girah ye kasu ki dua se aaj

jiine men ikhtiyar nahin varna ham-nashin

ham chahte hain maut to apni khuda se aaj

saaqi tuk ek mausam-e-gul ki taraf bhi dekh

tapka pade hai rang chaman men hava se aaj

tha ji men us se miliye to kya kya na kahiye ‘mir’

par kuchh kaha gaya na gham-e-dil haya se aaj

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phir Is Se Qabl Ki Bar-E-Digar Banaya Jae

Dekh Kar Aapko Dua Karna

Jab Bhi Teri Qurbat Ke Kuchh Imkan Nazar Aae

poet

Itne Chup Kyun Ho Majra Kya Hai

Din-Raat Uske Hijr Ka Dimak Lage Lage

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet