• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Nazar Mein Samaun Wo Walwala Bhi De

Kisi Nazar Mein Samaun Wo Walwala Bhi De

kisi nazar men sama.un vo valvala bhi de

nikhar baḳhsha hai tu ne to a.ina bhi de

tamam lafz hi ḳhamosh maslahat ke shikar

zaban di hai to kahne ka hausla bhi de

guman-o-vaham ke mabain thak ke baiTh gaya

kahan talash karun kuchh ata-pata bhi de

nafas nafas ki aziyyat se baat kya banti

mire aziiz mujhe zaḳhm-e-jan-faza bhi de

charagh aise andheron men saath den kab tak

safar hi shart agar hai to rasta bhi de

mira ḳhulus tire makr-o-fan se haar gaya

kahan azab-e-mukarrar mujhe haTa bhi de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sang-E-Dushnam Ko Gauhar Jaana

poet

Main Samajhta Tha Haqiqat Aashna Ho Jaega

ahmad-ata

Ek Ashk Baha Hoga

abroo-shah-mubarak

Magar Tum Sin Hua Hai Aashna dil

poet

Kuchh Bhi Nahin Hai Pas Tumhaari dua To Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet