• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aadmi KHud Ko Ajab Rang Mein Duba Dekhe

Aadmi KHud Ko Ajab Rang Mein Duba Dekhe

poet

aadmi ḳhud ko ajab rang men Duuba dekhe

honT tishna hon magar aankh men dariya dekhe

ziist karne ke liye umr bahut thoḌi hai

apni duniya se alag kya koi duniya dekhe

dasht-e-tanha.i men ab lams-e-juda.i bhi nahin

a.ina-gar se kaho apna tamasha dekhe

shahr-ashob men mahtab-sifat koi to ho

zindagi biit rahi hai koi chehra dekhe

aḳhiri ma.arka-e-shab men jo bach jaa.e use

ye zaruri to nahin sub.h ka taara dekhe

mustaqil hijr ne ankhon ka hunar chhin liya

kaun ab taaq men ḳhurshed ko jalta dekhe

aisa mumkin to nahin phir bhi ye ji chahta hai

main na ghar lauTun to shab bhar koi rasta dekhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Yaad Ka Rog Mat Laga Pyare

Yun to Hai Sahl Har Ek Kaam Ka Aasan Hona

Phir surKH Phul Shahr Ke peDon Mein Aa Gae

Is Baat Ki Nahin Hai Koi Intiha Na Puchh

Kash Ek Shab Ke Liye KHud Ko Mayassar Ho Jaen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet