Aadmi Bulbula Hai aadmi bulbula hai paani ka aur paani ki bahti satha par tutta bhi hai dubta bhi hai phir ubharta hai, phir se bahta hai na samundar nigal saka is ko na tavarikh tod paai hai vaqt ki hatheli par bahta aadmi bulbula hai paani ka
Leave a Reply