• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aabla-Pa Koi Is dasht Mein Aaya Hoga

Aabla-Pa Koi Is dasht Mein Aaya Hoga

meena-kumari-naz

abla-pa koi is dasht men aaya hoga

varna andhi men diya kis ne jalaya hoga

zarre zarre pe jade honge kunvare sajde

ek ik but ko khuda us ne banaya hoga

pyaas jalte hue kanton ki bujhai hogi

riste paani ko hatheli pe sajaya hoga

mil gaya hoga agar koi sunahri patthar

apna tuuta hua dil yaad to aaya hoga

khuun ke chhinte kahin puchh na len rahon se

kis ne virane ko gulzar banaya hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sahra-E-Zindagi Ke Liye Nur-E-Dida Hun

Na-Shagufta Kaliyon Mein Shauq Hai Tabassum Ka

Umr thoDi Hai Aur Kaam Bahut

Mere Safar Mein Hi Kyun Ye Azab Aate Hain

afzal-allahabadi

Ghazal Ka Husn Hai Aur Git Ka Shabab Hai Wo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet