• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aa Hi Jaegi Sahar Matla-E-Imkan To Khula

Aa Hi Jaegi Sahar Matla-E-Imkan To Khula

majrooh-sultanpuri

aa hi jaegi sahar matla-e-imkan to khula

na sahi bab-e-qafas rauzan-e-zindan to khula

le ke aai to saba us gul-e-chini ka payam

vo sahi zakhm ki surat lab-e-khandan to khula

sail-e-rang aa hi rahega magar ai kisht-e-chaman

zarb-e-mausam to padi band-e-baharan to khula

dil talak pahunche na pahunche magar ai chashm-e-hayat

baad muddat ke tira panja-e-mizhgan to khula

dard ka dard se rishta hai chalo ai ‘majruh’

aaj yaron se ye ik uqda-e-asan to khula

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ishq Ki Mere Jo Shohrat Ho Gai

aadil-raza-mansoori

Na Hath Bag Par Hai Na Pa Hai Rikab Mein

Wo Zamin Par Na Aasman Mein Tha

mubarak-azimabadi

Yahan Kya Hai Wahan Kya Hai Idhar Kya Hai Udhar Kya Hai

wali-mohammad-wali

Wo Naznin Ada Mein Ejaz Hai Sarapa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet