• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Barf Ki Murti

Barf Ki Murti

parvin-sheer

barf ki andhiyan

chikhti dahadti

ek haijan men

shahr-e-jan ki fasilon pe yuun

hamla-avar huiin

ik dhamaka hua

sab shajar gir gae

har makan dhe gaya

dar darichon ke tukde hue

ja-ba-ja ab-e-ju munjamid ho gai

har gali yakh safedi men yuun chhup gai

barf ki ret ka dher saara nagar ho gaya

aur us se tarashi gai

ik chamakti hui barf ki murti

kaam aati hai bachchon ke har khel men!!

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tujhe Kuchh Yaad Hai Pahla Wo Aalam Ishq-E-Pinhan Ka

hasrat-mohani

Raushan Jamal-E-Yar Se Hai Anjuman Tamam

Gila honTon Pe Lae Ja Raha Hun

poet

Kaam Kuchh to Mera Lahu Aaya

Saneha Qismaton Ke Darichon Mein Lapkega Chhup Jaega Baat Tal Jaegi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet