• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aa Guman Se Guzar Ke Dekhenge

Aa Guman Se Guzar Ke Dekhenge

aa guman se guzar ke dekhenge

asman se utar ke dekhenge

Duub kar aa ubhar ke dekhenge

pech saare bhanvar ke dekhenge

ḳhatm ho raat ka tavil safar

ziina ziina utar ke dekhenge

kis qadar hai amiiq sannaTa

apne andar utar ke dekhenge

kya guzarti hai zindagi ke ba.ad

aao kuchh der mar ke dekhenge

paas baaqi takan hai kitni

raste men Thahar ke dekhenge

log sab ek hi qimash ke hain

kya udhar kya idhar ke dekhenge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parveen-fana-syed

Zahr Shirin Hai Sach Piye Jao

poet

Ban Ban Ke Bigad Jaegi Tadbir Kahan Tak

ahmad-ali-barqi-azmi

Ru-e-Zeba Ko dikhate Hain Chale Jate Hain

Pura Na Shab-E-Gham Ka Kabhi Silsila Hua

Jaise Kisi Tufan Ka KHadsha Bhi Nahin Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet