• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qahqahe Ki Maut Hai Ya Maut Ki Aawaz Hai

Qahqahe Ki Maut Hai Ya Maut Ki Aawaz Hai

qahqahe ki maut hai ya maut ki avaz hai

siskiyan leta hua ab zindagi ka saaz hai

ek saaya laḌkhaḌata aa raha hai is taraf

dekhiye to ik haqiqat sochiye tu raaz hai

ret men munh Daal kar sanson ka us ka rokna

chand sikkon ke liye bachcha baḌa janbaz hai

soch ki manzil kahin hai aur ankhen hain kahin

janta huun kis men kitni quvvat-e-parvaz hai

de raha vo dilase kyuun jafa karne ke ba.ad

chahta hai mujh se kya kaisa mira hamraz hai

kis tarah hoga bayan hal-e-dil-e-bimar ab

asman barham hai aur ḳhamosh charasaz hai

daur aaya hai ajab ‘anjum’ yahan hoshyar-bash

zaagh hai maḳhdum aur ḳhadim yahan shahbaz hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

baDh Gaya Dard Dawaon Ka Asar Hone Tak

Hafiz Shirazi

Salah-e-Kar Kuja-O-Man-e-Kharab Kuja

obaidullah-aleem

Sahib-E-Mehr-O-Wafa Arz-O-Sama Kyun Chup Hai

Nala-Bar-Lab Haram Se Nikalna paDa

maKHfi Hain Abhi Dirham-O-Dinar Hamare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet