Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
ahmad-sajjad-babar

Phadphadata Hua Parinda Hai

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Ahmad Sajjad Babar
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

phadphadata hua parinda hai

maan lo ki dua parinda hai

is kadi dhuup men mire hamrah

ret aansu hava parinda hai

khvahishon ka safar nahin rukta

ye ajab bhagta parinda hai

jhiil sukhi to vo palat aaya

dil ke hathon muda parinda hai

maut us ko kaho baja lekin

asl men to uda parinda hai

aane vaali bahar hai ‘babar’

meri chhat par ruka parinda hai

More Poems

Pyari Suhati Hai Abhran Sun Bhaari

Bana Hai Apne Aalam Mein Wo Kuchh Aalam Jawani Ka

Thokar Se Faqiron Ki duniya Ka Bikhar Jaana

Az-Bas Bhala Lage Hai Tu Mere Yar Mujhko

Gaya Sab Andoh Apne dil Ka Thame Ab Aansu Qarar Aaya

Ji Chahta Hai Falak Pe Jaun

daim Pada Hua Tere dar Par Nahin Hun Main

Targhib

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.