• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahin Shoala Kahin Shabnam, Kahin KHushbu Dil Par

Kahin Shoala Kahin Shabnam, Kahin KHushbu Dil Par

kahin sho.ala kahin shabnam, kahin ḳhushbu dil par

vo saman-bu hai bahar-rang bahar-su dil par

chaman-e-ruh se ḳhushbu-e-badan aati hai

jaan par mauja-e-lab nafha-e-gesu dil par

dil ko ḳhud hausla-e-kar-e-fusun-sazi hai

ki chala tha na chala hai koi jaadu dil par

lazzat-e-did ḳhuda jaane kahan le jaa.e

aankh hoti hai to hota nahin qaabu dil par

ye tahayyur hai ki nazzara ki afsun-e-jamal

samne paikar-e-ahu ram-e-ahu dil par

is kashakash men kahan jaan ke liye ja-e-aman

dil hai mehrab-e-haram main ḳham-e-abru dil par

jaan tah-e-chashm ki yuun sair-o-tamasha hi sahi

koi mahtab nazar men koi mah-ru dil par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHud Ko Pa-Basta-E-Zanjir Kiye Ja Chup-Chap

Hum Ki the KHush-Fahm Din Ki Be-Panahi Dekh Kar

poet

Khaali Sharab-E-Ishq Se Saghar Kabhi Na The

Waqt Ne Rang Bahut Badle Kya Kuchh Sailab Nahin Aae

Badan Pe Apne Sarapa Azab Pahne Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet