• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aa Gai Sar Par Qaza Lo Sara Saman Rah Gaya

Aa Gai Sar Par Qaza Lo Sara Saman Rah Gaya

bhartendu-harishchandra

aa gai sar par qaza lo saara saman rah gaya

ai falak kya kya hamare dil men arman rah gaya

baghban hai chaar din ki bagh-e-alam men bahar

phuul sab murjha gae khali bayaban rah gaya

itna ehsan aur kar lillah ai dast-e-junun

baaqi gardan men faqat tar-e-gareban rah gaya

yaad aai jab tumhare ruup raushan ki chamak

main sarasar surat-e-aina hairan rah gaya

le chale do phuul bhi is bagh-e-alam se na ham

vaqt-e-rahlat haif hai khali hi daman rah gaya

mar gae ham par na aae tum khabar ko ai sanam

hausla ab dil ka dil hi men miri jaan rah gaya

na-tavani ne dikhaya zor apna ai ‘rasa’

surat-e-naqsh-e-qadam main bas numayan rah gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

riyaz-khairabadi

Jis din Se Haram Ho Gai Hai

Chehre Pe Sare Shahr Ke Gard-E-Malal Hai

Jaane Wale Tujhe Kab Dekh Sakun Bar-E-Digar

Apne Bojh Se TuT Raha Hun

shad-azimabadi

Kahan Ye Tab Ki Chakh Chakh Ke Ya Gira Ke Piyun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet