• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guftugu Ho dabi Zaban Bahut

Guftugu Ho dabi Zaban Bahut

poet

guftugu ho dabi zaban bahut

hain lagae raqib kaan bahut

kyuun na gardish uthae jaan bahut

ek main aur asman bahut

galiyon ki ravish ko kam kiije

aap ki chalti hai zaban bahut

dil kaleje dimagh siina o chashm

in ke rahne ke hain makan bahut

maah sa rukh ‘sakhi’ ko dikhlaya

aaj to the vo mehrban bahut

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kabhi Kabhi Hi Wo Mujhse Nahin jhagaDta Hai

Ana-E-Jazb-O-Junun Auj Se Kamal Giri

parveen-fana-syed

Kahan Ja Rahi Ho?

Use Bhulne Ka Sitam Kar Rahe Hain

ahmad-hamesh

Na Ghar Hai Koi Na Saman Kuchh Raha Baqi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet