• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zulmaten chhaTne Ko Aaghaz-E-Sahar Kafi Hai

Zulmaten chhaTne Ko Aaghaz-E-Sahar Kafi Hai

zulmaten chhaTne ko aghaz-e-sahar kaafi hai

sar jhukane ke liye ek hi dar kaafi hai

koi talvar uThao na hi neza pakḌo

qatl karne ko sanam tir-e-nazar kaafi hai

mere roke na rukega to bhala kyon rokun

ab bichhaḌne ko tira azm-e-safar kaafi hai

hon mubarak ye mahallat ye daulat tujh ko

yaar ham ḳhana-badoshon ko safar kaafi hai

jis ki chhanv men falak-zad bhi aa kar baiThen

mere gaanv ko vahi ek shajar kaafi hai

ghar se niklun to sada saya-fagan rahti hain

maan mujhe teri duaon ka asar kaafi hai

jaisi karni hai yahan vaisi vahan bharni hai

ḳhair ko ḳhair bahut shar ko sharar kaafi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHud Apna Haal Dil-E-Mubtala Se Kuchh Na Kaha

Mohabbat Aur KHushbu Ka Nagar Taqsim Ho Jae

abbas-tabish

Koi Milta Nahin Ye Bojh Uthane Ke Liye

Ye Jabr-E-Zindagi Na uThaen to Kya Karen

Mata-E-Kausar-O-Zamzam Ke Paimane Teri Aankhen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet